10+ Ways Website Traffic Kaise Badaye in 2022 -

Nitesh
7 min readDec 11, 2021

Kya aap apane Website Traffic Kaise Badaye ish baat ko lekar bahut chintit hain? yahaan tak ​​ki aapane lagabhag sabhee tareekon ka istemaal kiya hai lekin koee phaayada nahin hua.

Chinta na karen… yahaan main aapako bataoonga ki Website Traffic Kaise Badaye jae.

Blog banaana bahut aasaan hai lekin us par traiphik laana bahut mushkil kaam hai. lekin yah kaary itana kathin nahin hai. Aap Quality content, sahee SEO, content marketing, Backlinks, Promotion aadi ke maadhyam se aasaanee se apane blog aur Website traffic ko badha sakate hain.

Kya सभी Website Traffic समान हैं

Ishka javab hai — nhi

Wabsite traffic alag alag source , locations or devices se aata hai yaha tak ki alag alag brawser se

Example ke liye -

Yadi log apki wabsite par jane ke liye apne wab appliction me apke wabsite address type krte hai ya ye bhi bol shkte hai ki apke wabsite ka url ya domine name type kete hai . Ishke karan apke wabsite pe direct traffic aata hai .

Lekin agar aap google serches se traffic prapt krte hai to vo organic traffic hota hai

Apke Website traffic ke liye Top 5 sources ?

  • SOcial traffic
  • Organic search traffic
  • Direct traffic
  • Referral traffic
  • Other traffic

Social traffic: Jaisa sune ke Pata Chalta Hai social media platform se aane wale traffic social traffic Kahi Jaati Hai .

Organic search: Ishe google search engine se aane wala traffic hota hai aur use sabse acchi traffic Mani Jaati Hai.

Direct traffic: Apke wabsite ka url ya domine name type kete hai ye direct traffic hota hai .

Other traffic: Other traffic Kahate Hain Jo Google ki taraf se traffic Aati Hai jaise ki Google Analytics.

Referral traffic: Referral traffic Usi Kahate Hain Jo Kisi Aur dusre wabsite ke dvara Milao ho .

Website Traffic क्यों जरूरी है

Website kee groth ke liye traffic bahut jaruri hai. ashan sabdo me kahe to wabsite ke liye traffic khane ke jaise hai. jaise jaise apki khana khate hai vese vese apki bday banti hai .

  • Apka SEO or sarch rnginr credibility me shudar hota hai .
  • adsense se achhi kamayi hoti hai .

Website Traffic Kaise Badaye (11 Ways)

Aapko apni website traffic badhane ke liye main ekadam expert Hona Jaruri Nahin Hai . Bas apko kuch bato ka dhyan rkhna hoga or thode bhot SEO krna hoga or keyword tools ke madat se aap apne post or wabsite par traffic la shkte hai

1. आपकी कंटेंट की Length

Aapki content-length search engine mein bahut mine rakhti hai long content short contain ki tulna mein search engine Mein Behtar for Adhik traffic prapt karte hai isliye Hamesha detail or high quality post likhe or koshi kare ki apke post ki lanth badi ho . Apke post ki lanth jitni lambi hogi utna hi google me rank krnme ki umidbadh jati hai .

Par ap ish baat ja dhyan jarur rakhe ki apke post achha ho taki jo user apke site pe aaye vo apke post ko ache se padhe or apke site par dobara aaye or ishka ek yadh bhi fayeda hai ki apke post ka page avarage time badhe ga or google apke wabsite ko rank kraye ga .

Vese to kishi bhi post ko 300 word se kam me nhi likhe par aap chahte hai ke apki wabsaite jaldi rnak kre har ek potst ko 600 se adhik word me likhe .

2. Keyword Research

Website Traffic Kaise Badaye ke liye Keyword Research bahut jaruri hai .। Yah SEO ke liye bhot hi jaruri setp hai .

Aap apne Blog per regular unique aur bahut hi useful content public karte hain lekin artical likhne ke liye aap Keyword Research nhi krte hai to apki site Google search result me rank nhi kare gi or apki wabsite ko Oragnic traffic nhi mile ga .

Keyword Research karna koi bhot badi mushkil ka kam nhi . Google par yese bhot se tool or site hai jo apke free me keyword khojne me madat kr shakte hai . Keyword Research kaise kare aap ish post padh shkte hai

Hamesa low competition or high searches keywords ko le or ishke liye aap Google AdWords Keyword Planner ko use kr shkte hai

3 . Quality Content Publish करें

Apke apne wabite ko rank krane ke liye ye sab se jaruri kam . Agar aap chate hai ki aap ki wabite rank kre or aap bhot sare pessa kamana chhte hai to apse pehle apko quality post likhna hoga jati google ko apke wabsite par bharosa ho .

Ishe apke wabsite par ane vale user ko apke wabsite par trust bane ga or ishse apka wabsite ki pehchan bhit hogi. log apke wabsite jada se jada pasand kre ge . Ishse apki wabsite jaldi rank hone lagegi .

4. Long Tail Keywords का उपयोग करें

3 sabdo valo Long Tail Keywords bola jata hai . Long Tail Keywords SEO ko yah smjhne me madat krta hai ki apka post ya blog kish bare me hai .

Long Tail Keywords apki website traffic badhane me sab se aham bhumika nibhata hai or yr bhot hi jada targeted hota hai . sath hi apke site ki Organic traffic badhata hai .

Chliye me apko example ke liyeek keyword btatahu “Website Traffic Kaise Badaye in Hindi” ye ek artical kitarah hai to me bss Website Traffic likh kar search nhi karu ga kyu ki mujhe accurateresult nhin mile ga ish liye mujhe “Website Par Traffic Kaise Laye” ya “Website Traffic Kaise Badaye in 2022” search krna hoga

Short Tail Keywords se search engines me bhut hi kam search kiya jata hoga .

Aap bhi search engines kuch search krte hoge to yek pura shlah likh kr hi search krte hoge taki apko ekdam shi result mile .

Long Tail Keywords उपयोग करने के Benefits

  • Less competition.
  • Better conversion rates.
  • Search result me ache renk karte hai .
  • Search engines se adhik se adhik traffic aane me madat krta hai.

Long Tail Keywords के लिए आप नीचे दिए Tools का उपयोग कर सकते है:

5. SEO friendly URLs का उपयोग करें

SEO friendly URL bhi onPage SEO se belong karta hai yah search engines ko smjhne me madat krta hai ki apka post kish bare me hai or sath hi Apni URL ko chota or readable create kartne ki koshish kare .

Kyu ki WordPress ka default URL structure SEO friendly nhi hai or yah kuch Ish tarah dikhyi deta hai .

Lekin chinta na kare app ishe ashani se SEO friendly bana shkte hai .Bas apko Settings >> Permalinks option par cliek krna hai or “ Post name” par cliek krna hai .

https://www.domain.com/sample-post/

6. High-Quality Backlinks बनाएं

Backlinks yek bahut hi purani Google ranking factors hai jise Google kishi post ko oehle page par rank krne ke liye ishka upyog krta hai. Yah aapki site ki domain authority, website traffic or website ki rank ko badhata hai .

Lekin bad/spammy/buy ya low-quality backlinks aoke wabsite ki renking ko bahut nukshan hota hai hai . Google apki wabsite ko search result me achhi position nhi deta hai . Mere kahne ka yah mtlb hai ki apki blog post 10ve page pe aaye gi y to search me hi nhi aaye gi .

Yadi ap apne wabsite traffic badhana chate hai to hamesa high-quality backlinks create .

7. SEO के लिए Internal Linking kare .

Jab aap apne naye post ko purane post ko link karte hai ushke interlinking kaha jata hai .

Internal linking ke fayede ?

  • Link juice pass karet hai
  • Page views Boost karet hai
  • Bounce rate ko reduce karet hai
  • Apne post ko or bhi Informative or user friendly banate hai .
  • Google ko apke site Crawl karne me bhot karte hai.

8 . पोस्ट की URL को छोटा रखें .

Apne post ke liye chota or readable URL create kare . Lambe URL result puri dikhyi nhi deta hai . Ishke alava vo bure dikhte hai or Visitors par bura ‘impression’ banta hai .

9. अच्छी Web Hosting खरीदें .

Apki website traffic badhane ke liye yek acchi Web Hosting bhot jaruri hai . Yadi aap yek Web Hosting chunne me galti krte hai to yag apke WordPress SEO or traffic dono ke liye dikat krega .

Ishke karan apki wabsite bhot hi dhire dhire loding legi or gooogle search me nhi aaye gi aagar aaye gi bhi to bhot hi niche .Ish liye mene kuch best wab hosting lidt banaya hai .

10. Post पब्लिश करने के बाद उसे Social Media पर Promote करें

Aaj ke time yesa koi nhi hain jo social media use nhi krta hoga . Tonap jabhi blog post likh kr post kre ushe apne Facebook, Twitter, LinkedIn or Pinterest jarurse share kre taki apke social media se traffic aaye .

11. Apne Blog Post Ko Dure site pe post kre .

Jabhi aap apne blog post ko ache se likh ke to ushi Medium ya Qoura par share kare taki apke blog post par achi traffic aaye jesa ki hmm sab log jante hai medium , qoura bhot badi wabsite hai jishka use bade se bade blogger se lekar chota blogger bhi use krta hoga .

Or hmm sabki log jante hai ki un site ka traffic million me hai . ajar ap in wabsite ka us ekrte hai to sab se pehel apke ek follow backling mile ga or sath hi sath apke past par achhi traffic aaye gi or jaldi se jaldi apka post sitemap hoga .

Mene yese kuch or wabsite ko btaya hai insabhi ka aap use kre .

Website Traffic Generators Tools का उपयोग न करें.

Yadi aap apno Website Traffic Badaye ke liye kishi bhi Traffic Exchange wabsite ya tool ka use karte hai to apko ishe turant band kr dena chhiye .

Traffic Exchange apki site ki ranking ko buri tarah se barbad kr deta hai . Google apki site ko Blacklisted karta hai.

Ishke alava aap aapne blog post ya site par Google adsense ads laga hai to vo disable ho jaye ga .

Originally published at https://techhindime.xyz on December 11, 2021.

--

--