Gmail Account Delete Kaise Kare

Nitesh
2 min readDec 14, 2020

Kya aap bhi ek se jada hai gmail account id use kre te hai . apko gmail account hack na ho use delete krna chate hai to ghbraye nhi apki gmail jaldi delete kar shkte hai . to chliye jante hai ki gmail account delete kese kare ya google account delete kese kare .

  1. Apka gmail account hack ho gya hai to apko gmail account delete krna pad shkta hai
  2. App ek se jada gmail account use krte hai to gmail account delete krne ke liye .
  3. gmail id ka password bhul gye hai to gmail account delete krne ke liye .
  4. App gmail account use nhi kar rhe hai to to delete kre .
  5. Bhot log purani gmail account delete kr ke new ID bhnana chate hai .

Gmail account delete krna hai to pahle ye baate jaan le ki gmail account delete krne se ye services hogi delete ho jati hai .

  • google photos ki sari photos delete ho jaye ga.
  • youtube chennal hai to vo bhi delete ho jaye ga.
  • google class room delete ho jaye ge .
  • goole plus ke sare page delete ho jaye ga .
  • adsense account bhi delete jo jaye ga .
  • blogger pe apki wabsite hai to vo bhi delete ho jaye gi .
  • aapne google accunt me apne contect save kiya hai to vo bhi delete ho jaye ga .
  1. Pehle sign In kre .
  2. Yaha apko grid icon dikhyi dega ushpe tuch kre or account tuch kre .
  3. Ishke baad Data and personalization option par tuch kre .
  4. Ish page ko scroll down kre. yaha apko delete service or your account par tuch kre .
  5. Fir delete service par tuch kre
  6. Ab apko apke account me sign in kre .
  7. Ab apke samne next page par kuch service aajaye gi ushko choose krna hai To Google Account Delete karne hai to trash icon par click kre .
  8. Ab pap Up Page Opne hoga | fir apko alternate email address dalna hoga .
  9. fir apko send varificotion par yek message aaye ga fir message jo link hoga ushpe click kre .

Apko ye sabhi step follow krne ke baad apna per Googlemanently Account Delete ho jaye ga

Originally published at https://www.unlockingtech.xyz.

--

--